
Main Ayesha Tariq hoon, aur main ladies suits, party wear aur bridal dresses ke designing aur stitching mein expert hoon. Main har customer ke size aur style ke mutabiq design tayyar karti hoon. Mera focus neatness, fitting aur finishing par hota hai. Har dress ek art piece hoti hai mere liye.