
Mera naam Imran Qureshi hai, aur main fine art paintings banata hoon jo emotions aur imagination ka combination hoti hain. Main oil, acrylic aur watercolor mediums ke sath kaam karta hoon. Har painting meri soch aur feeling ka ek hissa hoti hai. Mera aim hai ke meri art logon ke dil tak baat kare.