
Assalamualaikum, main Arif Ali hoon, aur main family driver ke tor par 6 saal ka tajurba rakhta hoon. Main bachon ko school chhorna, ghar ke kaam aur shopping trips handle karta hoon. Main apne employer ke family members ko apni family jesa samajhta hoon aur hamesha unki safety aur comfort ko pehla farz samajhta hoon. Mera record clean aur driving license valid hai.