
Main Sajid Khan hoon, aur heavy vehicle driving (truck aur loader) mein 10 saal ka tajurba rakhta hoon. Mujhe long routes aur highway driving ka poora experience hai. Main hamesha safety rules follow karta hoon aur time par deliveries complete karta hoon. Main apne vehicle ka regular check-up karta hoon taake transport hamesha smooth rahe.