
Mera naam Hira Malik hai, aur main aik professional executive secretary hoon jise office coordination aur documentation ka 7 saal ka tajurba hai. Main meetings schedule karti hoon, files aur records maintain karti hoon, aur boss ke daily tasks organize karti hoon. Main punctual aur confidential information handle karne mein bohat careful hoon. Mera goal hai ke office ka har kaam time par aur professional andaaz mein ho.