
Main Imran Malik hoon, aur main youth aur professional teams ko football training deta hoon. Mujhe game ke technical aur tactical dono aspects ka accha knowledge hai. Main drills, warm-ups aur match strategies plan karta hoon taake players apni best performance de saken. Mera aim hai Pakistan mein football ka level international standard tak le kar jaana.